
एक झोली में फूल भरे हैं एक झोली में कांटे रे
एक झोली में फूल भरे हैं
एक झोली में कांटे रे
कोई कारण होगा।
तेरे बस में कुछ भी नहीं
ये ती बांटने वाला जाने रे
कोई कारण होगा।
पहले बनती हैं तकदीरें
फिर बनता है शरीर।
ये प्रभु की कारीगरी है
तूं क्यों है गम्भीर….॥
कोई कारण होगा,
कोई कारण होगा……
तेरे बस में कुछ भी नहीं
ये ती बांटने वाला जाने रे
कोई कारण होगा।
एक झोली में फूल भरे हैं
एक झोली में कांटे रे…
नाग भी डस ले तो मिल जाए
किसी को जीवनदान।
चींटी से भी मिट सकता है
किसी का नामोनिशान…. ॥
कोई कारण होगा,
कोई कारण होगा……
तेरे बस में कुछ भी नहीं
ये ती बांटने वाला जाने रे
कोई कारण होगा।
एक झोली में फूल भरे हैं
एक झोली में कांटे रे…
धन का बिस्तर मिल जाए
पर नींद को तरसें नैन।
कांटों पर सोकर भी आए
किसी के मन को चैन।
कोई कारण होगा,
कोई कारण होगा……
तेरे बस में कुछ भी नहीं
ये ती बांटने वाला जाने रे
कोई कारण होगा।
एक झोली में फूल भरे हैं
एक झोली में कांटे रे…
सागर से भी बुझ सकती नहीं
कभी किसी की प्यास।
कभी एक ही बूंद से मिट
सकती है मन की आस…. ॥
कोई कारण होगा,
कोई कारण होगा……
तेरे बस में कुछ भी नहीं
ये ती बांटने वाला जाने रे
कोई कारण होगा।
एक झोली में फूल भरे हैं
एक झोली में कांटे रे…
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein kaante re
Koi kaaran hoga.
Tere bas mein kuchh bhi nahi
Ye to baantne wala jaane re
Koi kaaran hoga.
Pehle banti hain takdeerein
Phir banta hai shareer.
Ye prabhu ki kaarigari hai
Tu kyon hai gambheer….॥
Koi kaaran hoga,
Koi kaaran hoga……
Tere bas mein kuchh bhi nahi
Ye to baantne wala jaane re
Koi kaaran hoga.
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein kaante re…
Naag bhi das le to mil jaaye
Kisi ko jeevandaan.
Cheenti se bhi mit sakta hai
Kisi ka naamoneeshaan…. ॥
Koi kaaran hoga,
Koi kaaran hoga……
Tere bas mein kuchh bhi nahi
Ye to baantne wala jaane re
Koi kaaran hoga.
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein kaante re…
Dhan ka bistar mil jaaye
Par neend ko tarsein nain.
Kaanton par sokar bhi aaye
Kisi ke man ko chain.
Koi kaaran hoga,
Koi kaaran hoga……
Tere bas mein kuchh bhi nahi
Ye to baantne wala jaane re
Koi kaaran hoga.
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein kaante re…
Saagar se bhi bujh sakti nahi
Kabhi kisi ki pyaas.
Kabhi ek hi boond se mit
Sakti hai man ki aas…. ॥
Koi kaaran hoga,
Koi kaaran hoga……
Tere bas mein kuchh bhi nahi
Ye to baantne wala jaane re
Koi kaaran hoga.
Ek jholi mein phool bhare hain
Ek jholi mein kaante re…
