
सृष्टि से पहले अमर ओ३म् नाम था
सृष्टि से पहले अमर ओ३म् नाम था,
अमर ओ३म् नाम था,
आज भी है और कल भी रहेगा।
सूरज की किरणों में,
उसी का तेज समाया है।
और चाँद सितारों में,
उसी की शीतल छाया है।
पृथ्वी की गोद में,
उसी का दुलार था,
उसी का दुलार था,
आज भी है और कल भी रहेगा।…….
सृष्टि से पहले …….
भवरों की तानों में,
मधुर संगीत उसी का है।
फूलों की यौवन में,
रंगीला गीत उसी का है।
आकाश जल थल में,
वही कलाकार था,
वही कलाकार था,
आज भी है और कल भी रहेगा।……
सृष्टि से पहले……
सुख दुःख का लम्बा लेखा,
विधाता ने रचाया है।
ऐ बन्दे ! तेरे कर्मों का,
नक्शा सामने आया है।
तेरे पिछले कर्मों का,
उसी पे हिसाब था,
उसी पे हिसाब था,
आज भी है और कल भी रहेगा।…..
सृष्टि से पहले ….
न कर अभिमान एक दिन,
जान निकल जायेगी।
ये सजी सजाई काया,
मिट्टी में मिल जायेगी।
मुक्ति का एक रास्ता,
प्रभु का ही ध्यान था,
प्रभु का ही ध्यान था,
आज भी है और कल भी रहेगा।
सृष्टि से पहले ….
सृष्टि से पहले अमर ओ३म् नाम था,
अमर ओ३म् नाम था,
आज भी है और कल भी रहेगा।
Srishti Se Pehle Amar Om Naam Tha
Srishti se pehle amar Om naam tha,
Amar Om naam tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega.
Suraj ki kirnon mein,
Usi ka tej samaya hai.
Aur chaand sitaron mein,
Usi ki sheetal chhaya hai.
Prithvi ki god mein,
Usi ka dular tha,
Usi ka dular tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega…
Srishti se pehle…
Bhavaron ki taanon mein,
Madhur sangeet usi ka hai.
Phoolon ki yauvan mein,
Rangeela geet usi ka hai.
Aakash jal thal mein,
Wahi kalakaar tha,
Wahi kalakaar tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega…
Srishti se pehle…
Sukh dukh ka lamba lekha,
Vidhata ne rachaya hai.
Ae bande! tere karmon ka,
Naksha saamne aaya hai.
Tere pichhle karmon ka,
Usi pe hisaab tha,
Usi pe hisaab tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega…
Srishti se pehle…
Na kar abhimaan ek din,
Jaan nikal jayegi.
Ye saji sajai kaya,
Mitti mein mil jayegi.
Mukti ka ek raasta,
Prabhu ka hi dhyaan tha,
Prabhu ka hi dhyaan tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega.
Srishti se pehle…
Srishti se pehle amar Om naam tha,
Amar Om naam tha,
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega.
